Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeDatta Ram
HomeDatta Ram
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hmm hmm hmm hmm hmm aansoo bhari hain ye jeevan ki rahen koi unse keh de humen bhool jaayen aansoo bhari hain ye jeevan ki rahen koi unse keh de humen bhool jaayen aansoo bhari hain waade bhula de kasam tod de wo waade bhula de kasam tod de wo halat pe apni humen chhod de wo aise jahan se kyun hum dil lagaye koi unse keh de humen bhool jaayen aansoo bhari hain barbadiyon ki ajab dastaan hoon barbadiyon ki ajab dastaan hoon shabnam bhi roye main wo aasman hoon unhe ghar mubarak humen apni aahen koi unse keh de humen bhool jaayen aansoo bhari hain ye jeevan ki rahen koi unse keh de humen bhool jaayen aansoo bhari hain
aye dil dekhe hain humne bade bade sangdil manzil mili jo humko badal gayi mehfil aye dil dekhe hain humne bade bade sangdil manzil mili jo humko badal gayi mehfil aye dil kitni ajab hai dekho duniyaa begaani kitni ajab hai dekho duniyaa begaani pathar ko heera bole duniyaa deewani kitni ajab hai dekho sachchaa kabhi na haara chamka zameen ka taara sunn lo ye kehna humara sachchaa kabhi na haara chamka zameen ka taara sunn lo ye kehna humara aye dil dekhe hain humne bade bade sangdil manzil mili jo humko badal gayi mehfil aye dil dil ki nazar se dekho apnon ko jaanon dil ki nazar se dekho apnon ko jaanon gairon ki baaten chhodo khud ko pehchanon dil ki nazar se dekho dil mein samana seekho sapnon mein aana seekho apna banana seekho dil mein samana seekho sapnon mein aana seekho apna banana seekho aye dil dekhe hain humne bade bade sangdil manzil mili jo humko badal gayi mehfil aye dil dekhe hain humne bade bade sangdil manzil mili jo humko badal gayi mehfil aye dil
bole ye dil ka ishaara aankhon ne mil ke pukaara jitna hai pyaar tumko utna hai pyaar humko pyaar amar hai humara bole ye dil ka ishaara aankhon ne mil ke pukaara jitna hai pyaar tumko utna hai pyaar humko pyaar amar hai humara bole ye dil ka ishaara tum sindoor ho meri maang ka tum ho nayan kajraaa tum suhaag ho mere pyaar ka dil ka tum ho gajraaaa tu hai ghata main hoon gagan donon ke dil mein hai pyaar bhara tu hai ghata main hoon gagan donon ke dil mein hai pyaar bhara bole ye dil ka ishaara aankhon ne mil ke pukaara jitna hai pyaar tumko utna hai pyaar humko pyaar amar hai humara bole ye dil ka ishaara saare baago mein ek phool ko humne dil diya hai is bahaar ko sabke samne apna kar liya hai dil mein lagan teri sajan charnon mein tere ye jeevan mera dil mein lagan teri sajan charnon mein tere ye jeevan mera bole ye dil ka ishaara aankhon ne mil ke pukaara jitna hai pyaar tumko utna hai pyaar humko pyaar amar hai humara bole ye dil ka ishaara aankhon ne mil ke
chhun chhun karti aayi chidiyaa chhun chhun karti aayi chidiyaa daal ka daana laayi chidiyaa mor bhi aaya kauwaa bhi aaya chuha bhi aaya bandar bhi aaya chhun chhun karti aayi chidiyaa chhun chhun karti aayi chidiyaa daal ka daana laayi chidiyaa mor bhi aaya kauwaa bhi aaya chuha bhi aaya bandar bhi aaya chhun chhun karti aayi chidiyaa bhookh lagi to chidiyaa raani moong ki daal pakaayegi are bhookh lagi to chidiyaa raani moong ki daal pakaayegi daal pakaayegi daal pakaayegi kauwaa roti laayega laa ke tujhe khilaayega mor bhi aaya kauwaa bhi aaya chuha bhi aaya bandar bhi aaya chhun chhun karti aayi chidiyaa chalte chalte milega bhaalu hum bolenge naacho kaalu chalte chalte milega bhaalu hum bolenge naacho kaalu naacho kaalu naacho kaalu munna dol bajaayega bhalu naach dikhayegaa mor bhi aaya kauwaa bhi aaya chuha bhi aaya bandar bhi aaya chhun chhun karti aayi chidiyaa saath humare chale baraati saath humare chale baraati main to hoon munne kaa haathi munne kaa
dil dhundhata hai sahaare sahaare dil dhundhata hai sahaare sahaare loote dil ke armaan bhujhe nain taare dil dhundhata hai sahaare sahaare ye kya daur aaya lo badli bahaaren huye gair wo bhi kise hum pukaaren ye kya daur aaya lo badli bahaaren huye gair wo bhi kise hum pukaaren jo kehte the hum se ke hum hain tumhaare dil dhundhata hai sahaare sahaare wafaa iss jahaan mein kahin bhi naa paayi huyi door manzil ghata ghum ki chhaayi wafaa iss jahaan mein kahin bhi naa paayi huyi door manzil ghata ghum ki chhaayi hain kaajal se kaale ajab din humare dil dhundhata hai sahaare sahaare bani mere dil par ye tasveer teri tujhe phir na paaya ye taqdeer meri bani mere dil par ye tasveer teri tujhe phir na paaya ye taqdeer meri nahin koi apna rahe besahaare dil dhundhata hai sahaare sahaare loote dil ke armaan bhujhe nain taare dil dhundhata hai sahaare sahaare
dil ne usse maan liya jiska andaaz naya shokh aanchal ke tale aashiyaan ban hi gaya aashiyaan ban hi gaya dil ne usse maan liya jiska andaaz naya shokh aanchal ke tale aashiyaan ban hi gaya aashiyaan ban hi gaya dil ne usse maan liya unki aankhon ki chamak jaise heeron ki damak haaye rangeen ada hum to jayenge behak unki aankhon ki chamak jaise heeron ki damak haaye rangeen ada hum to jayenge behak hum to jayenge behak humne wo pyaar kiya jiska andaaz naya shokh aanchal ke tale aashiyaan ban hi gaya aashiyaan ban hi gaya dil ne usse maan liya aa aa aa aaaa koi tasveer bani aaj takdeer bani julf chehre pe jhuki wohi zanjeer bani koi tasveer bani aaj takdeer bani julf chehre pe jhuki wohi zanjeer bani wohi zanjeer bani dil se dil baandh liya jiska andaaz naya shokh aanchal ke tale aashiyaan ban hi gaya aashiyaan ban hi gaya dil ne usse maan liya aa ke sapnon mein sada le gaye dil ko chura hamne to dhund liya aankhon mein qaid kiya aa ke sapnon mein sada le gaye dil
haal e dil humara jaane na bewafa ye zamana zamana haal e dil humara jaane na bewafa ye zamana zamana suno duniya walo aayega laut kar din suhana suhana haal e dil humara ek din duniya badal kar raaste par aayegi aaj thukrati hai hum ko kal magar sharmayegi baat ko tum man lo aare jaan lo bhaiya haal e dil humara jaane na bewafa ye zamana zamana suno duniya walo daag hai dil per hazaron hum to phir bhi saaph hai aas ke deepak jalaye dekh lo abaad wahe teer duniya ke sahe par khush rahe bhaiya haal e dil humara jaane na bewafa ye zamana zamana suno duniya walo jhooth ki manzil pe yaaron hum na hargiz jaayenge hum zameen ki khak sahi asmaan par chhayenge kyun bhala dab kar rahe darte nahin bhaiya haal e dil humara jaane na bewafa ye zamana zamana suno duniya walo aayega laut kar din suhana suhana haal e dil humara
kidhar main jaaun samajh na paaun bulaa rahin hain do raahen idhar hai mamta aur udhar hain bheegi huyi nigaahen kabhi kisi ki khushiyaan koi loote naa kabhi kisi ki khushiyaan koi loote naa bante bante mehal kisi kaa toote naa kabhi kisi ki khushiyaan koi loote naa bante bante mehal kisi kaa toote naa kabhi kisi ki khushiyaan koi loote naa bhanwar se bach ke ek bhatakti naav lagi thi kinaare kise khabar thi phir pahunchegi aansuon ke dwaare bhanwar se bach ke ek bhatakti naav lagi thi kinaare kise khabar thi phir pahunchegi aansuon ke dwaare haay is tarah bhaag kisi se roothe naa haay is tarah bhaag kisi se roothe naa bante bante mehal kisi kaa toote naa kabhi kisi ki khushiyaan koi loote naa abhi abhi do phoolon waali jhoom rahi thi daali ghiri achaanak kaali badli bijli giraane waali abhi abhi do phoolon waali jhoom rahi thi daali ghiri achaanak kaali badli bijli giraane waali hote hote saath kisi kaa chhoote naa hote hote saath kisi kaa chhoote naa bante bante
masti bharaa hai samaa hum tum hain dono yahaan aankhon mein aajaa dil mein samaa jaa jhoome zameen aasmaan masti bharaa hai samaa hum tum hain dono yahaan aankhon mein aajaa dil mein samaa jaa jhoome zameen aasmaan masti bharaa hai samaa neelee aankh milaa lo jee dil mein aaj chhupaa lo jee neelee aankh milaa lo jee dil mein aaj chhupaa lo jee baahon mein baanhe daalo jee gir na jaaye sambhaalo jee bheegi hawaaon mein aisi fizaaon mein hosh mujhe hai kahaan masti bharaa hai samaa hum tum hain dono yahaan aankhon mein aajaa dil mein samaa jaa jhoome zameen aasmaan masti bharaa hai samaa pyaar se pyaar sajaaye chal mann ki pyaas bujhaaye chal pyaar se pyaar sajaaye chal mann ki pyaas bujhaaye chal pyaar ka raag sunaaye chal dil ka saaz bajaaye chal panchhi bhi gaayenge sab ko sunaayenge teri meri daastaan masti bharaa hai samaa hum tum hain dono yahaan aankhon mein aajaa dil mein samaa jaa jhoome zameen aasmaan masti bharaa hai samaa
hmm hmm hmm aur gaao na didi meethi meethi baaton se bachna zara duniya ke logon mein hai jaadu bhara aaaaa meethi meethi baaton se meethi meethi meethi meethi baaton se bachna zara duniya ke logon mein hai jaadu bhara meethi meethi aa aa aa aa aa aa ho oo oo oo oo oo khoob cheez hai ilm jise koi chor bhi le na sake khoob cheez hai ilm jise koi chor bhi le na sake bhar le khazaana tera zamaana jag mein rahega tera naam sada mehnat se din raat padhunga pehla number paas karunga shaabash meethi meethi baaton se bachna zara duniya ke logon mein hai jaadu bhara meethi meethi baaton se bachna zara duniya ke logon mein hai jaadu bhara aa aa aa aa aa aa ho oo oo oo oo oo khel kood mein khona nahin baat baat mein rona nahin khel kood mein khona nahin baat baat mein rona nahin tu hai sitaara chanda se pyaara karna jahan mein koi kaam bada hindustaan ki shaan banunga desh ka ooncha naam karoonga shaabash meethi meethi baaton se bachna zara duniya ke logon mein hai jaadu
mere aansuon pe na muskura kayi khwaab the jo machal gaye mere dil ke sheesh mahal mein phir lo charaag yaadon ke jal gaye mere aansuon pe na muskura aaaaaaa mera koi tere siwa nahin mere ghum ki koi dawa nahin mera koi tere siwa nahin mere ghum ki koi dawa nahin mere ghum ki koi dawa nahin mujhe tumse koi gilaa nahin tum badal gaye to badal gaye mere aansuon pe na muskura aaaaaaa wohi waadiyaan wohi raaste wohi manzaren wohi marhale wohi waadiyaan wohi raaste wohi manzaren wohi marhale wohi manzaren wohi marhale magar ab nazar mein jo tum nahin wo hazaar jalwe pighal gaye mere aansuon pe na muskura kayi khwaab the jo machal gaye mere dil ke sheesh mahal mein phir lo charaag yaadon ke jal gaye mere aansuon pe na muskura aaaaaaa
mujhe mil gayi hai mohabbat ki manzil mujhe mil gayi hai mohabbat ki manzil koi poochh le ye mere hamsafar se mujhe mil gayi hai mohabbat ki manzil koi poochh le ye mere hamsafar se mujhe mil gayi hai nazar se nazar ka bada faasla tha magar aaj dil ke kareeb ho gaye ho tujhe maine dekha dil ki nazar se meri bhi nazar mein haseen ho gaye ho haseen ho gaye ho mujhe mil gayi hai mere haath mein yun tera haath aaya ke gulshan mein jaise bahaar aa gayi ho magar haath se yun khincha haath tera main samjha kali koi sharma gayi ho sharma gayi ho mujhe mil gayi hai mohabbat ki manzil koi poochh le ye mere hamsafar se mujhe mil gayi hai
naa jaane kahaan tum the naa jaane kahaan hum the jaadoo ye dekho hum tum milen hain naa jaane kahaan hum the naa jaane kahaan tum the ab to milan ke sapne khile hain naa jaane kahaan tum the naa jaane kahaan hum the kitne dinon par mili hain nighaahen kitne dinon par mili hain nighaahen ab tum naa jaana chhuda kar ye baahen ab tum naa jaana chhuda kar ye baahen tumhara ye saath pyaara hum kyun naa chaahe naa jaane kahaan tum the naa jaane kahaan hum the jaadoo ye dekho hum tum milen hain naa jaane kahaan tum the naa jaane kahaan hum the kise tha pata yun hum tum milenge kise tha pata yun hum tum milenge ujade huye dil phir se basenge ujade huye dil phir se basenge mohabbat ke bandhan mein hum tum bandhenge naa jaane kahaan hum the naa jaane kahaan tum the ab to milan ke sapne khile hain naa jaane kahaan tum the naa jaane kahaan hum the jaadoo ye dekho hum tum milen hain naa jaane kahaan hum the naa jaane kahaan tum the
wo aaj aa gaye hain aur bhi kareeb mere mujhe mubarak de ab to naseeb mere nazar ka mil ke jhuk jaana mohabbat ki nishaani hai nishaani hai naye hote hain afsaane ada chaahe puraani hai puraani hai nazar ka mil ke jhuk jaana mohabbat ki nishaani hai nishaani hai chhupaane se nahin chhupta kabhi ye raaz ulfat ka chhupaane se nahin chhupta kabhi ye raaz ulfat ka kabhi ye raaz ulfat ka padhi jaaye jo aankhon se mohabbat wo kahani hai kahani hai nazar ka mil ke jhuk jaana mohabbat ki nishaani hai nishaani hai kaatne ko hai ik lambi umar aur kat bhi jaayegi kaatne ko hai ik lambi umar aur kat bhi jaayegi aji ye kat bhi jaayegi jo tere sath kat jaye ghdi wo hi suhaani hai suhaani hai nazar ka mil ke jhuk jaana mohabbat ki nishaani hai nishaani hai naye hote hain afsaane ada chaahe puraani hai puraani hai nazar ka mil ke jhuk jaana mohabbat ki nishaani hai nishaani hai
rutt albeli mast sama saath haseen har baat jawaan hawa ka aanchal bada hai chanchal dheere dheere gaaye mann teri kasam are rutt albeli mast sama saath haseen har baat jawaan hawa ka aanchal bada hai chanchal dheere dheere gaaye mann teri kasam inn machalte paaniyon mein sunn gungunaate saahilon ki dhun rutt haseen hai hum jawaan haaye tauba haa haa haa haa naazneen jo koi hans padi motiyon ki khul gayi ladi laajawaab hai kya shabaab haaye tauba reshami nazar pad gayi jidhar khil gayi duniyaa are rutt albeli mast sama saath haseen har baat jawaan hawa ka aanchal bada hai chanchal dheere dheere gaaye mann teri kasam ye mehal naa dekhe kahin aasmaan ko chume zameen kya khayaal hai bemisaal haaye tauba aarzoo liye nighaah mein manzilen bulaayen raah mein intezaar mein beqaraar haaye tauba khaab to nahin ye zameen kahin khoob hai duniyaa are rutt albeli mast sama saath haseen har baat jawaan hawa ka aanchal bada hai chanchal dheere dheere gaaye mann teri kasam are
sun le bapu yeh paigham meri chitthi tere naam chitthi mein sabse pehle likhata tujhko ram ram likhata tujhko ram ram sun le bapu yeh paigham meri chitthi tere naam chitthi mein sabse pehle likhata tujhko ram ram likhata tujhko ram sun le bapu yeh paigham meri chitthi tere naam kaala dhan kaala vyapaar rishwat kaa hai garam bazaar satya ahinsa kare pukaar toot gaya charkhe kaa taar tere anashan satyagrah ke badal gaye asli bartaav ek nayi vidya upaji hai jisko kehte hain gheraav teri kathin tapasya kaa yeh kaisa nikla hai anjaam chitthi mein sabse pehle likhata tujhko ram ram likhata tujhko ram sun le bapu yeh paigham meri chitthi tere naam prant prant se takraata hai bhasha par bhasha ki laat main panjabi tu bangali kaun kare bharat ki baat teri hindi ke panv mein angreji ne daali dor teri lakdi thagon ne thag li teri bakari le gaye chor sabarmati sisakti teri tadap raha hai sevagram chitthi mein sabse pehle likhata tujhko ram ram likhata tujhko ram sun le bapu
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ansoo Bhari Hain Parvarish (1958) 03:28 13926
 
Poster of Parvarish (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Datta Ram
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Jhaptal
Duration : 03:28   Song Number : 13926   

Aye Dil Dekhe Hain Humne Shriman Satyawadi (1960) 03:48 14258
 
Poster of Shriman Satyawadi (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Datta Ram
Singer- 
Mukesh, Chorus
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 03:48   Song Number : 14258   

Bole Ye Dil Ka Ishaara Santan (1959) 03:52 36592
 
Poster of Santan (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Datta Ram
On Screen Actors- 
Kamini Kadam, Rajendra Kumar
Duration : 03:52   Song Number : 36592   

Chhun Chhun Karti Ab Dilli Dur Nahin (1957) 03:12 20303
 
Poster of Ab Dilli Dur Nahin (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Datta Ram
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Moti Lal, Amjad Khan
Duration : 03:12   Song Number : 20303   

Dil Dhundhata Hai Sahaare Kala Aadmi (1960) 04:01 31074
 
Poster of Kala Aadmi (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Datta Ram
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Shyama
Duration : 04:01   Song Number : 31074   

Dil Ne Usse Maan Liya Santan (1959) 03:45 36241
 
Poster of Santan (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Datta Ram
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Kamini Kadam
Duration : 03:45   Song Number : 36241   

Haal E Dil Humara Shriman Satyawadi (1960) 04:23 14257
 
Poster of Shriman Satyawadi (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Datta Ram
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 04:23   Song Number : 14257   

Kabhi Kisi Ki Khushiyaan Koi Loote Naa Zindagi Aur Khwab (1961) 04:17 36222
 
Poster of Zindagi Aur Khwab (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Pradeep
Music Director- 
Datta Ram
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Meena Kumari
Duration : 04:17   Song Number : 36222   

Masti Bhara Hai Sama Parvarish (1958) 03:54 11866
 
Poster of Parvarish (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Datta Ram
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Mala Sinha
Duration : 03:54   Song Number : 11866   

Meethi Meethi Baaton Se Bachna Zara Qaidi No 911 (1959) 03:56 37097
 
Poster of Qaidi No 911 (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Datta Ram
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Daisy Irani, Honey Irani
Duration : 03:56   Song Number : 37097   

Mere Aansuon Pe Na Muskura More Man Mitwa (1965) 03:31 36734
 
Poster of More Man Mitwa (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Priyadarshi
Music Director- 
Datta Ram
Singer- 
Mubarak Begam
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Tanuja
Duration : 03:31   Song Number : 36734   

Mujhe Mil Gayi Hai First Love (1961) 03:21 36208
 
Poster of First Love (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Datta Ram
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Mehmood, Naaz
Raag- 
Tilak-Kamod
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:21   Song Number : 36208   

Naa Jaane Kahaan Tum The Zindagi Aur Khwab (1961) 03:41 14455
 
Poster of Zindagi Aur Khwab (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Pradeep
Music Director- 
Datta Ram
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Meena Kumari
Duration : 03:41   Song Number : 14455   

Nazar Ka Mil Ke Jhuk Jana Neeli Aankhen (1962) 03:27 36814
 
Poster of Neeli Aankhen (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
Datta Ram
Singer- 
Suman Kalyanpur
On Screen Actors- 
Shakeela, Helen
Duration : 03:27   Song Number : 36814   

Rutt Albeli Mast Sama Shriman Satyawadi (1960) 03:46 12501
 
Poster of Shriman Satyawadi (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Gulzar Deenawi
Music Director- 
Datta Ram
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 03:46   Song Number : 12501   

Sun Le Bapu Yeh Paigham Balak (1969) 04:22 16415
 
Poster of Balak (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Datta Ram
Singer- 
Suman Kalyanpur
On Screen Actors- 
Master Sooraj
Raag- 
Bhairavi
Duration : 04:22   Song Number : 16415   
Karaoke Songs of Datta Ram, Sad Songs of Datta Ram, Love Songs of Datta Ram, Dance Songs of Datta Ram, Hip-hop songs of Datta Ram, Best songs of Datta Ram, Super hit songs of Datta Ram, hit songs of Datta Ram, duet songs of Datta Ram, solo songs of Datta Ram, old songs of Datta Ram, famous songs of Datta Ram, Hindi Karaoke Songs of Datta Ram, Hindi Sad Songs of Datta Ram, Hindi Love Songs of Datta Ram, Hindi Dance Songs of Datta Ram, Hindi Hip-hop songs of Datta Ram, best Hindi songs of Datta Ram, super hit Hindi songs of Datta Ram, hit Hindi songs of Datta Ram, duet Hindi songs of Datta Ram, solo Hindi songs of Datta Ram, old Hindi songs of Datta Ram, famous Hindi songs of Datta Ram, Sing Along Songs of Datta Ram, Sing Along Sad Songs of Datta Ram, Sing Along Love Songs of Datta Ram, Sing Along Dance Songs of Datta Ram, Sing Along Hip-hop songs of Datta Ram, Sing Along Best songs of Datta Ram, Sing Along Super hit songs of Datta Ram, Sing Along hit songs of Datta Ram, Sing Along duet songs of Datta Ram, Sing Along solo songs of Datta Ram, Sing Along old songs of Datta Ram, Sing Along famous songs of Datta Ram